Sunday, September 13, 2009

Aasha ya Nirasha

Ek Aasha thi, Ek nirasha thi,
dono ki apni ek paribhsha thi,
Kuch swapn hosle bulandia thi,
Kuch nishkarm parajit kahania thi.

Dono juda the lekin khafa n the,
kyoki unke sahi juda n the,
har modh par nirasha mein aasha bhi thi
Par har pal aasha mein nirasha aai thi.

Dono is tarah kuch apne bane
Har modh mein khafile mein naye ang saje,
kuch aapne the the kuch paraye bane
kintu wah to apne hi abhi praye bane.

Par jindagi se is tarah n darr mere yaar
swapno mein aasha k deepak jala
nirasha ki jyoti se andhkar bhaga
paaoge lakshye agle modh pe khada.

To maan le baat, le le prand
aasha nirasha har dum rhe sang
fark to nazariye ka hai mere dost
to bana le ise apne jeevan ka abhinn anng....


Be positive yaar!!!!!!!!!!!

Aasha ya Nirasha

Ek Aasha thi, Ek nirasha thi,
dono ki apni ek paribhsha thi,
Kuch swapn hosle bulandia thi,
Kuch nishkarm parajit kahania thi.

Dono juda the lekin khafa n the,
kyoki unke sahi juda n the,
har modh par nirasha mein aasha bhi thi
Par har pal aasha mein nirasha aai thi.

Dono is tarah kuch apne bane
Har modh mein khafile mein naye ang saje,
kuch aapne the the kuch paraye bane
kintu wah to apne hi abhi praye bane.

Par jindagi se is tarah n darr mere yaar
swapno mein aasha k deepak jala
nirasha ki jyoti se andhkar bhaga
paaoge lakshye agle modh pe khada.

To maan le baat, le le prand
aasha nirasha har dum rhe sang
fark to nazariye ka hai mere dost
to bana le ise apne jeevan ka abhinn anng....


Be positive yaar!!!!!!!!!!!

Wednesday, August 19, 2009

WARI JAL PANI
yahi dua sambne magi
ghanan ghanan ghir aaye badra
jam kar barsi warsha rani.

Bhagwan kripalu hue praja par,
jam kar barsa pani har aur,
nadia ufani, talab bhahe, hariyali chahi har aur...
par sawan ka annt aate hi shor macha tha har aur.

Kichad bana sadko ka pani
aage chala nadio ka pani,
baith gya kue mein pani,
Alwida boli warsha rani.

Beet rha tha ek-ek pal,
nasth ho rha tha ek-ek kand jal,
samaj na aaya tha ab bhi barbadi ka wo har pal
nasamjhi mein samaj rhe the unki duao ka fhal.

Beeta sawan, beeta posh, dheere se aaya fagun,
sabne apni chata bhikeri, kar harshit har ek mann
aanandit sab the par kisne dekha tha ye swapn,
lekar aayega chaitr maas saath mein koan sa gam.

Jal ka ab ho rha tha annt ,
sare nal ab rhe the band.
Jeev-jantu ghum rhe the pyase,
soch rhe the kab beetege ye tremasse.

Sab k mukh par thi bus yhi wani
Jal ki keemat ab humne hai pahchani
bhool nhi hogi ab humne hai taani
Hey prabhu sun lo vinti.....

DE DO WARI JAL PANI......!!!!


Monday, August 17, 2009

Exploring Life

Its been a long time since we met
Its been a long time since we chat
Things have changed a lot and so am I
Still tyring to figure out where am I

Not much has been gained
Not much has been lost
Life is a story
Where there is only one full stop

I am happy, I am sad
I am confused or I am mad
I really need to figure out
Why I said all that

Roles and responsibilities may change
But your attitude should not
You may not be perfect
So is not even God

Still tyring to figure out
all different shades of life,
This journey is really long..........
And the number of opportunities you may find

So what are you thinking dear...

GO GRAB IT ON!!!!!

$ur :-)